“Kabhi Kabhi Koi Chehra” Song Details:
| Movie: | Tumse Milke… Wrong Number (2003) |
| Singer(s): | Anuradha Paudwal, Babul Supriyo |
| Lyricist(s): | Praveen Bhardwaj |
| Composer(s): | Daboo Malik |
| Music Director(s): | Daboo Malik |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Jignesh V. Vaishnav |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Richa Pallod, Rinku Ghosh, Raqesh Vashisth, Vrajesh Hirjee, Yash Tonk, Benjamin Gilani, Tinu Anand, Narendra Bedi, Sanjay Sharma, Raj Tilak, Tej Sapru, Dabboo Malik |
| Release on: | 12th December, 2003 |
Kabhi kabhi koi chehra
Saamne aata hai
Hey kabhi kabhi koi chehra
Saamne aata hai
Ishara ho hi jaata hai
Iss umar mein dil
Aawara ho hi jaata hai
Ishara ho hi jaata hai
Kabhi kabhi koi chehra
Saamne aata hai
Ishara ho hi jaata hai
Iss umar mein dil
Aawara ho hi jaata hai
Aawara ho hi jaata hai
Ishara ishara
Kuch isharo ko to bas
Samajhte hain hum
Aur samajhte hi thoda
Thaharte hain hum
Kuch isharo ko to bas
Samajhte hain hum
Aur samajhte hi thoda
Thaharte hain hum
Bas yuhi ek mulaqaat ho jaati hai
Aur hasin khvaabon mein
Raat kho jaati hai..
Kabhi kabhi ye nazre
Jise dhoondhti hain
Haan kabhi kabhi ye nazre
Jise dhoondhti hain
Nazaara ho hi jaata hai
Iss umar mein dil
Aawara ho hi jaata hai
Ishara ho hi jaata hai
Kabhi kabhi koi chehra
Saamne aata hai
Ishara ho hi jaata hai
Iss umar mein dil
Aawara ho hi jaata hai
Ishara ho hi jaata hai
Hum to beqabu hain
Bolo hum kya kare
Aisa kya ho gaya
Aaj khud se dare
Hum to beqabu hain
Bolo hum kya kare
Aisa kya ho gaya
Aaj khud se dare
Ye mohabbat ki
Jaana shuruaat hai
Aur hamaare liye
Ek nayee baat hai
Kabhi kabhi hum jisko
Nahin jaante hain
Kabhi kabhi hum jisko
Nahin jaante hain
Hamara ho hi jaata hai
Iss umar mein dil
Aawara ho hi jaata hai
Aawara ho hi jaata hai.


