Raaz Humse Woh Kuch Chhupata Lyrics

Raaz Humse Woh Kuch Chhupata Lyrics Lyrics

“Raaz Humse Woh Kuch Chhupata” Song Details:

Album/Label: Friendship (2006)
Singer(s): Anup Jalota
Lyricist(s): Israr Ansari
Composer(s): Anup Jalota
Music Director(s): Anup Jalota
Genre(s): Love
Music Label: © Tips Music
Starring: Anup Jalota, Ghulam Ali
Release on: 12th November, 2006

Raaz humse woh kuch chhupata hain
Raaz humse woh kuch chhupata hain
Besabab koi muskurata hains
Raaz humse woh kuch chhupata hain

Pyar ka dard koi kyaa jaane
Pyar ka dard koi kyaa jaane
Wo hi jaane jo dil lagata hain
Raaz humse woh kuch chhupata hain

Aankh se aankh to mili hain magar
Aankh se aankh to mili hain magar
Dekhe kab dil se dil millata hain
Raaz humse woh kuch chhupata hain

Hoonbahoon aaftaab lagta hain
Hoonbahoon aaftaab lagta hain
Rukh pe zulfon ko jab girata hain
Raaz humse woh kuch chhupata hain
Besabab koi muskurata hains
Raaz humse woh kuch chhupata hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top