Kabhi Gham Se Dil Lagaya Lyrics

Kabhi Gham Se Dil Lagaya Lyrics Lyrics

“Kabhi Gham Se Dil Lagaya” Song Details:

Movie: Daaku
Singer(s): Narendra Chanchal
Lyricist(s): Sajan Dehlvi
Composer(s): Shyamji Ghanshyamji
Music Director(s): Shyamji Ghanshyamji
Genre(s): Sad
Director(s): Basu Bhattacharya, Basu Chatterjee
Music Label: © Saregama
Starring: Kabir Bedi, Laxmi Chhaya, Bindu, Dulari, Vijay Arora, Amrish Puri

Kabhi gham se dil lagaya
Kabhi ashq ke sahare
Kabhi shab guzari roke
Kabhi gin ke chand tare
Kabhi gin ke chand tare
Kabhi gin ke chand tare
Kabhi gham se dil lagaya

Ghame aashiki ke sadme
Mujhe or dena hunmdam
Ghame aashiki ke sadme
Mere din guzar rahe hai
Mere din guzar rahe hai
Teri yaad ke sahare
Teri yaad ke sahare
Teri yaad ke sahare
Teri yaad ke sahare
Kabhi gham se dil lagaya

Gulshan prast mai hun
Pahle chaman se kah do
Gulshan prast mai hun
Khunne jigar se hamne
Khunne jigar se hamne
Phunlo ke rukh nikhare
Phunlo ke rukh nikhare
Phunlo ke rukh nikhare
Phunlo ke rukh nikhare
Kabhi gham se dil lagaya

Tujhe vasta khuda ka
Zara dekh le idhr bhi
Tujhe vasta khuda ka
Ghabrake mar na jaye
Ghabrake mar na jaye
Shabe hijr gham ke mare
Shabe hijr gham ke mare
Shabe hijr gham ke mare
Shabe hijr gham ke mare
Kabhi gham se dil lagaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top