Jalne Ke Siva Aur Lyrics

Jalne Ke Siva Aur Lyrics Lyrics

“Jalne Ke Siva Aur” Song Details:

Movie: Gajre (1948)
Singer(s): Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lyricist(s): Gopal Singh Nepali
Composer(s): Anil Krishna Biswas
Music Director(s): Anil Krishna Biswas
Genre(s): Sad
Director(s): R.D. Mathur
Music Label: © Saregama
Starring: Sankata Prasad, Motilal, Suraiya, Agha, Geeta Nizami

Jalne ke siva aur
Kya hai yaha
Chaahe dil ho kisi ka
Ya ho diya
Ya ho diya
Jalne ke siva aur
Kya hai yaha
Har raat diya
Jal jal ke bujhe
Har raat diya
Jal jal ke bujhe
Dil roz pukaare
Piya piya piya piya
Jalne ke siva aur
Kya hai yaha

Bachapan se
Tumhi se preet lagi
Ab alag jawani beet rahi
Jab paas the
Tumko pyar kiya
Jab paas the
Tumko pyar kiya
Ab door huye
To tarse jiya
Ab door huye
To tarse jiya
Jalne ke siva aur
Kya hai yaha

Hai rain ghiri
Par chain nahi
Hai rain ghiri
Par chain nahi
Ye mann hai kahi
Aur nain kahi
Ye mann hai kahi
Aur nain kahi
Jabse tum bichhad
Gaye hamne
Jabse tum bichhad
Gaye hamne
Phaagun mein
Machalna chhod diya
Phaagun mein
Machalna chhod diya
Jalne ke siva au
Kya hai yaha.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top