Milke Bichhad Gayi Lyrics

Milke Bichhad Gayi Lyrics Lyrics

“Milke Bichhad Gayi” Song Details:

Movie: Ratan
Singer(s): Amirbai Karnataki
Lyricist(s): Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Playful
Director(s): M. Sadiq
Music Label: © Saregama
Starring: Swaran Lata, Karan Dewan, Amir Banu

Mil ke bichhad gayin ankhiyaan
Haay raamaa mil ke
Bichhad gayin ankhiyaan
Mil ke bichhad gayin ankhiyaan
Haay raamaa mil ke
Bichhad gayin ankhiyaan

Mushqil se wo din
Bhulaaye the hamne
Phir aa ke chhedaa balam ne
Mushqil se wo din
Bhulaaye the hamne
Phir aa ke chhedaa balam ne
Phir se dharak gayin chhatiyaan
Dharak gayin chhatiyaan
Haay raamaa mil ke
Bichhad gayin ankhiyaan
Mil ke bichhad gayin ankhiyaan
Haay raamaa mil ke
Bichhad gayin ankhiyaan

Rote hain nainaa
Jiyaa talmalaaye
Jaao koi unko laaye
Rote hain nainaa
Jiyaa talmalaaye
Jaao koi unko laaye
Kaise bitaaun din-ratiyaan
Bitaaun din-ratiyaan
Haay raamaa mil ke
Bichhad gayin ankhiyaan
Mil ke bichhad gayin ankhiyaan
Haay raamaa mil ke
Bichhad gayin ankhiyaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top