Phoolo Se Kar Lun Naina Char Lyrics

Phoolo Se Kar Lun Naina Char Lyrics Lyrics

“Phoolo Se Kar Lun Naina Char” Song Details:

Movie: Lakshmi Narayan
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Ramesh Pant
Composer(s): S. N. Tripathi
Music Director(s): S. N. Tripathi
Genre(s): Love
Director(s): Nanabhai Bhatt
Music Label: © Saregama
Starring: Meena Kumari, Mahipal

Phoolo se kar lu naina char
Ho o phoolo se kar lu naina char
Unke pyar ke liye unke pyar ke liye
Kanto se khelu bar bar o ho
Kanto se khelu bar bar
Unke pyar ke liye unke pyar ke liye

Jabse wo man me aaye bani hu
Jogniya mai bani hu jogniya
Jabse wo man me aaye bani hu
Jogniya mai bani hu jogniya
Sapne kahte hai ek din banugi
Dulhaniya mai banugi dulhaniya
Tag dungi sab sansar o ho
Tag dungi sab sansar
Unke pyar ke liye unke pyar ke liye
Phoolo se kar lu naina char
Unke pyar ke liye unke pyar ke liye

Chun chun kaliyan sez bichhaungi
Mai sez bichhaungi
Chun chun kaliyan sez bichhaungi
Mai sez bichhaungi
Phoolo ke sang sang gunth
Jaungi mai gunth jaungi
Banugi garva ke har
O ho banugi garva ke har
Unke pyar ke liye unke pyar ke liye
Phoolo se kar lu naina char
Ho o phoolo se kar lu naina char
Unke pyar ke liye unke pyar ke liye
Kanto se khelu bar bar o ho
Kanto se khelu bar bar
Unke pyar ke liye unke pyar ke liye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top