Kisson Mein Lyrics

Kisson Mein Lyrics Lyrics

“Kisson Mein” Song Details:

Movie: Bad Friend (2005)
Singer(s): Abhijeet Bhattacharya, Shreya Ghoshal
Composer(s): Nikhil, Vinay
Music Director(s): Nikhil, Vinay
Genre(s): Love
Director(s): Aditya Om
Music Label: © Venus
Starring: Meghna Naidu, Shweta Menon, Aditya Om, Rami Reddy, Pooja Bharathi, Ashok Beniwal & Rajkumar Kanojia
Release on: 21st July, 2005

Kisso mein suna tha
Padha tha kitabo mein
Kisso mein suna tha
Padha tha kitabo mein
Kisso mein suna tha
Padha tha kitabo mein
Hoti hain aisi diwangi
Hoti hain aisi diwangi
Socha naa tha khwabo mein
Kisso mein nahi mein
Naa hoon kitabo mein
Kisso mein nahi mein
Naa hoon kitabo mein
Chhu ke dekho janeja
Chhu ke dekho janeja
Hoon main tere ehsaso mein
Kisso mein suna tha
Padha tha kitabo mein

In ko pyar ho gaya
In ko pyar ho gaya
Ha ha pyar ho gaya
Dekho pyar ho gaya

Sach sach kaho o jana
Sach ho ya koyi khwab
Chahat kaa itni lau
Kahan se koyi jawab
Sach sach kaho o jana
Sach ho ya koyi khwab
Chahat kaa itni lau
Kahan se koyi jawab
Tumhari ho gayi hoon
Khud apne irado se
Tumhari ho gayi hoon
Khud apne irado se
Hoti hain aisi diwangi
Hoti hain aisi diwangi
Socha naa tha khwabo mein
Kisso mein suna tha
Padha tha kitabo mein

Tum kaise ho aise khud
Se puchha karu main
Kho jao naa kahi tum
Soch ke youn daru main
Tum kaise ho aise
Khud se puchha karu main
Kho jao naa kahi tum
Soch ke youn daru main
Lajawab ho jau
Tumhare jawabo se
Lajawab ho jau
Tumhare jawabo se

Chhu ke dekho janeja
Chhu ke dekho janeja
Hoon main tere ehsaso mein
Kisso mein suna tha
Padha tha kitabo mein.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top