“Bahaaron Se Poochho” Song Details:
| Movie: | Fashion (1957) |
| Singer(s): | Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Bharat Vyas |
| Composer(s): | Hemant Kumar |
| Music Director(s): | Hemant Kumar |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Lekhraj Bhakri |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Pradeep Kumar, Mala Sinha, Manoj Kumar |
Bahaaron se poochho nazaaron se poocho
Dil kyun deewaana mera ho gaya
Laakh sambhaala magar kho gaya
Bahaaron se poochho nazaaron se poocho
Dil kyun deewaana mera ho gaya
Laakh sambhaala magar kho gaya
Tu bhi deewaana sanam
Main bhi deewaani
Ulfat ki ye ajab kahaani
Tu bhi deewaana sanam
Main bhi deewaani
Ulfat ki ye ajab kahaani
Mera dil tera kaise ho gaya
Laakh sambhaala magar kho gaya
Badhne lagi hai ab bekaraari
Mitne lagi hai neend hamari
Dil ko na jaane ye kya ho gaya
Laakh sambhaala magar kho gaya
Bahaaron se poochho nazaron se poocho
Dil kyun deewaana mera ho gaya
Laakh sambhaala magar kho gaya.


