Mere Sath Sath Sada Lyrics

Mere Sath Sath Sada Lyrics Lyrics

“Mere Sath Sath Sada” Song Details:

Album/Label: Farmaish (1984)
Singer(s): Anup Jalota
Composer(s): Anup Jalota
Music Director(s): Anup Jalota
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Anup Jalota
Release on: 19th September, 1985

Ek baar waada karke
Na aaye to kyaa hua
Ek baar waada karke
Na aaye to kyaa hua
So baar aa chuke hain
Woh wada kiye bagair

Mere sath sath sada raha
Mere sath sath sada raha
Woh meri nazar se chhupa huaa
Mere sath sath sada raha
Woh meri nazar se chhupa huaa
Ye ajeeb hi jo misaal hain
Ye ajeeb hi jo misaal hain
Na kabhi mila na juda huaa
Mere sath sath sada raha
Woh meri nazar se chhupa huaa

Jis le gayi hain abhi hawa
Woh wark tha dil ki kitaab ka
Jis le gayi hain abhi hawa
Woh wark tha dil ki kitaab ka
Kahin aansoo o se mitta huaa
Kahin aansoo o se likha huaa
Kahin aansoo o se mitta huaa
Kahin aansoo o se likha huaa
Ye ajeeb hi jo misaal hain
Na kabhi mila na juda huaa
Mere sath sath sada raha
Woh meri nazar se chhupa huaa

Mujhe hadaso mein saja sajake
Bahot haseen bana diya
Mujhe hadaso mein saja sajake
Bahot haseen bana diya
Mujhe hadaso mein saja sajake
Bahot haseen bana diya
Mera dil bhi jaise dulhan ka hath
Mehndi o se racha diya
Mera dil bhi jaise dulhan ka hath
Mehndi o se racha diya
Ye ajeeb hi jo misaal hain
Na kabhi mila na juda huaa
Mere sath sath sada raha
Woh meri nazar se chhupa huaa

Mere sath juganu hain
Mere sath juganu hain
Aur juganu ki is
Safar mein bisat kyaa
Mere sath juganu hain
Mere sath juganu hain
Aur juganu ki is
Safar mein bisat kyaa
Ye charag koi charag hain
Ye charag koi charag hain
Na jala huaa na buja huaa
Ye charag koi charag hain
Na jala huaa na buja huaa
Ye ajeeb hi jo misaal hain
Na kabhi mila na juda huaa
Mere sath sath sada raha
Woh meri nazar se chhupa huaa.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top