Aaj Hamein Diwana Lyrics

Aaj Hamein Diwana Lyrics Lyrics

“Aaj Hamein Diwana” Song Details:

Album/Label: Shohrat (2008)
Singer(s): Anup Jalota
Lyricist(s): Farooq Qaiser
Composer(s): Anup Jalota
Music Director(s): Anup Jalota
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Anup Jalota

Aaj hamein diwana kehalo
Aaj hamein diwana kehalo
Kal khud hi pachhataoge
Jab zakhmo ki baat chalegi
Jab zakhmo ki baat chalegi
Tum kaatil kehlaoge
Aaj hamein diwana kehalo

Juganu jaisa pyar tumhara
Baarish jaisi raat meri
Juganu jaisa pyar tumhara
Baarish jaisi raat meri
Pal do pal to saath nibhado
Aakhir to kho jaaoge
Jab zakhmo ki baat chalegi
Jab zakhmo ki baat chalegi
Tum kaatil kehlaoge
Aaj hamein diwana kehalo

Mosam kab tak rahem karege
In kachchi deewaro par
Mosam kab tak rahem karege
In kachchi deewaro par
Mitti ka ek dher milega
Jis din waapis aaoge
Jab zakhmo ki baat chalegi
Jab zakhmo ki baat chalegi
Tum kaatil kehlaoge
Aaj hamein diwana kehalo

Apne apne paaon ke chhale
Apni apni raah ghuzar
Apne apne paaon ke chhale
Apni apni raah ghuzar
Qaiser koi saath na dega
Tanha kho kar paaoge
Jab zakhmo ki baat chalegi
Jab zakhmo ki baat chalegi
Tum kaatil kehlaoge
Aaj hamein diwana kehalo.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top