Dekh Ke Teri Maya Lyrics

Dekh Ke Teri Maya Lyrics Lyrics

“Dekh Ke Teri Maya” Song Details:

Movie: Ram Darshan
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s): Ramesh Gupta
Composer(s): Shankar Rao Vyas
Music Director(s): Shankar Rao Vyas
Genre(s): Playful
Director(s): Ramesh Gupta
Music Label: © Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Dhalia, Sashi Kapoor, Sheela Naik, Mridula Rani

Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya
Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya

Koi rav koi rank bikhari
Kahi dhoop kahi chaya
Koi rav koi rank bikhari
Kahi dhoop kahi chaya
Rang rangeeli kashti teri
Manava phire bulaya
Parbhu mera man lalchaya
Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya

Saty marg ko bhul gaya main
Dekh ke kanchan kaya
Saty marg ko bhul gaya main
Dekh ke kanchan kaya
Nain khul tab laga sochne
Kya khoya kya paya
Parbhu mera man lalchaya
Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya

Apne roop ki chavi dikhlado
Abhilasha hai darsh dikhado
Apne roop ki chavi dikhlado
Abhilasha hai darsh dikhado
Gyan ki jyot jala do man mein
Gyan ki jyot jala do man mein
Saran tumhari aaya
Parbhu mera man lalchaya
Dekh ke teri maya
Parbhu mera man lalchaya.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top