Hogi Mulaqat Lyrics

Hogi Mulaqat Lyrics Lyrics

“Hogi Mulaqat” Song Details:

Album/Label: Ulfat (1997)
Singer(s): Salma Agha
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Venus Records
Starring: Salma Agha
Release on: 1st January, 1997

Hogi mulaqat meri jo unse
Hogi mulaqat meri jo unse
Main to jukalungi aankhein sharam se
Main to jukalungi aankhein sharam se
Utheingi jo nazarein to hoga yeh manzar
Utheingi jo nazarein to hoga yeh manzar
Jaise zameen mil rahi ho gagan se
Hogi mulaqat meri jo unse

Dekha hai maine sapna suhaana
Apne piya ke desh hai jaana
Dekha hai maine sapna suhaana
Apne piya ke desh hai jaana
Paaon mein zaanzar bajegi chhaanna se
Paaon mein zaanzar bajegi chhaanna se
Main to jukalungi aankhein sharam se
Hogi mulaqat meri jo unse

Maathe pe jhoomar kaano mein baali
Haatho mein saajan ki mehndi ki laali
Maathe pe jhoomar kaano mein baali
Haatho mein saajan ki mehndi ki laali
Maang bharegi meri kiran se
Maang bharegi meri kiran se
Main to jukalungi aankhein sharam se
Hogi mulaqat meri jo unse

Jeevan mein baalam ke khushiyan bharoongi
Saath mein unke hardum rahungi
Jeevan mein baalam ke khushiyan bharoongi
Saath mein unke hardum rahungi
Phool chunugi main apne chaman se
Phool chunugi main apne chaman se
Main to jukalungi aankhein sharam se

Main to jukalungi aankhein sharam se
Utheingi jo nazarein to hoga yeh manzar
Utheingi jo nazarein to hoga yeh manzar
Jaise zameen mil rahi ho gagan se
Hogi mulaqat meri jo unse
Main to jukalungi aankhein sharam se
Hogi mulaqat meri jo unse.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top