“Aa Jaao Tumhe Dil Ka” Song Details:
| Movie: | Heer (1956) |
| Singer(s): | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
| Lyricist(s): | Majrooh Sultanpuri |
| Composer(s): | Anil Krishna Biswas |
| Music Director(s): | Anil Krishna Biswas |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Hameed Butt |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Pradeep Kumar, Nutan, Mubarak, Shakuntala Paranjpye |
| Release on: | 1st March, 1956 |
Aa jao tumhe dil ka
Afsaana sunaana hai
Khaamosh zamaana hai
O o o ishq ke deewaane
Dar hai na kahin sun le
Duniyaa tere afsaane
O ishq ke deewaane
O o o o o o
Detaa hai mohabbat ka
Mehboob yeh ruswaayi
Hissa hai mohabbat ka
Detaa hai mohabbat ka
O o o sehme huye taare hain
Ulfat ki tabaahi ke
Shaayad yeh ishaare hain
Sehme huye taare hain
O o o o o o o
Raat aayi hai tadpaane
Kal kya ho khuda jaane
Is waqt zara ruk jaao
Raat aayi hai tadpaane
Kal kya ho khuda jaane
Raat aayi hai tadpaane.


