Challa De Diya Ho Challa Lyrics

Challa De Diya Ho Challa Lyrics Lyrics

“Challa De Diya Ho Challa” Song Details:

Movie: Indra Sabha (1956)
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Shewan Rizvi
Composer(s): A.R. Qureshi
Music Director(s): A.R. Qureshi
Genre(s): Playful
Director(s): N. Vakil
Music Label: © Saregama
Starring: Daljeet, Chitra, Hiralal, Al Nasir, Ameeta

Challa de diya ho challa de diya
Hame yaad rakhna o challa de diya
Ho challa de diya ho challa de diya
Hame yaad rakhna o challa de diya

Challa le liya ho challa le liya
Hame yaad rakhna challa le liya
Challa le liya ho challa le liya

Arz itni hai ke ab tum na bhulana hamko
Arz itni hai ke ab tum na bhulana hamko
Bewafai ki nazar se na mitana hamko
Bewafai ki nazar se na mitana hamko
Challa de diya ho challa de diya
Hame yaad rakhna o challa de diya
Ho challa de diya ho challa de diya

Is nishani ki kasam ab
Na bhulayenge tumhe
Is nishani ki kasam ab
Na bhulayenge tumhe
Kisko kahte hai mohabbat
Ye dikhayenge tumhe
Kisko kahte hai mohabbat
Ye dikhayenge tumhe
Challa le liya ho challa le liya
Hame yaad rakhna challa le liya
Challa le liya ho challa le liya

Dil me tasveer mohabbat ki utar aayi hai
Dil me tasveer mohabbat ki utar aayi hai
Aapki yaad me marne ki kasam khai hai
Aapki yaad me marne ki kasam khai hai
Ho challa le liya ho challa le liya
Hame yaad rakhna ho challa le liya
Challa de diya ho challa de diya
Hame yaad rakhna o challa de diya
Ho challa de diya ho challa de diya.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top