“Maat Pitaah Ke Charnon (Title)” Song Details:
| TV Show: | Maat Pitaah Ke Charnon Mein Swarg (2009) |
| Singer(s): | Alka Yagnik |
| Composer(s): | Navin-Manish |
| Music Director(s): | Navin-Manish |
| Genre(s): | Love, Motivational, Philosophical |
| Director(s): | Rajan Shahi |
| Starring: | Pracheen Chauhan, Yatin Karkeyar, Avinash Wadhawan, Amardeep Jha, Shamin Mannan, Nikhil Chaddha, Dheeraj Dhoopar, Vinny Arora, Archana Taide, Megha Gupta, Reshma Modi,Shilpa Shinde, Pooja Madaan, Jyoti Gauba, Sunil Jaitley, Geeta Tyagi, Rajendra Chawla, Riddhi Dogra |
| Release on: | 29th June, 2009 |
Sukh ka suraja yahan nahi dhalta hain
Zindagi ko sukoon yahan milta hain
Maa ke aanchal ki thandi chhaya hain
Pitaah ke pyar ka sar pe saya hain
Kaam kar hath chalna sikhaya hame
Pyar hakikat ki ooh se sulaaya hame
Aasha nahi chukaana runko
Hum pe jo karz hain
Maat pitaah ke charnon mein swarg
Maat pitaah ke charnon mein swarg
Maa pitaah sa nahi koi duja nahi hai
In ki sewa kare yahi pooja hai
Yeh ghar mandir hai
Jaha ham rahte hai
Apna bhgwan ham inko kehte hai
Chot hamko lage dard sehte hai yeh
Phir chhipa kar use uff na kehta hai yeh
Hamko bhi hai nibhana to apna jo farz hai
Maat pitaah ke charnon mein swarg
Maat pitaah ke charnon mein swarg.


