Bhule Bisre Geet Lyrics

Bhule Bisre Geet Lyrics Lyrics

“Bhule Bisre Geet” Song Details:

Movie: Johnny Gaddaar (2007)
Singer(s): Geetanjali, Sabia Khan, Swananda
Lyricist(s): Jaideep Sahni
Composer(s): Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Music Director(s): Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Genre(s): Other
Director(s): Sriram Raghavan
Music Label: © Big Music
Starring: Dharmendra, Neil Nitin Mukesh, Rimi Sen, Vinay Pathak, Zakir Hussain, Ashwini Khalsekar, Govind Namdeo
Release on: 28th September, 2007

Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein
Palat palat takdir badalati jaayein
Jite wahi jo khelein daanv lagaayein
Aaja baabu ab kaahe ghabraayein
Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein
Palat palat takdir badalati jaayein
Jite wahi jo khelein daanv lagaayein
Aaja baabu ab kaahe ghabraayein
Ghadi ki sunyiya
Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein

Raahein muhabbat ki tedhi kuchh sidhi
O yaadein kehlaaye baatein sab beeti
Raahein muhabbat ki tedhi kuchh sidhi
O yaadein kehlaaye baatein sab beeti
Yaadon ko bisara bas khaabon ko apana
Yaadon ko bisara bas khaabon ko apana
Ghadi ki sunyiya arre ghadi ki sunyiya
Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein
Palat palat takdir badalati jaayein
Jite wahi jo khelein daanv lagaayein
Aaja baabu ab kaahe ghabraayein
Ghadi ki sunyiya
Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein

Dil dil diya na dil liya na
jaane maine kya kiya
Dil dil diya na dil liya na
jaane maine kya kiya

Main toh anjaan thi kahaan kho gayi
Main toh naadaan thi teri
ho gayi jal gayi bujh gayi
Dil dil diya na dil liya na
jaane maine kya kiya
Dil dil diya na dil liya na
jaane maine kya kiya

Yeh jindagi ke raaste hain haseen
Yeh jindagi ke raaste hain haseen
Jite hai subahon shaam
lete hai tera hi naam
Lete hai subahon shaam tera naam
Yeh jindagi ke raaste hain haseen
Yeh jindagi ke raaste hain haseen


Balkhaati julfon ke saayein hain
pyaari pyaari kaatil nigaahein hain
Ho honth hai ya mai ke pyaale
hain palkon ke pichhe ujaale hain
Yun hi jalana machalana
yun hi girna sanbhalana
Yun hi manjil se milna
Yeh jindagi ke raaste hain haseen
Yeh jindagi ke raaste hain haseen
Jite hai subahon shaam
lete hai tera hi naam
Lete hai subahon shaam tera naam
Yeh jindagi ke raaste hain haseen
Yeh jindagi ke raaste hain haseen.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top