Koi Mausam Aisa Aaye Lyrics

Koi Mausam Aisa Aaye Lyrics Lyrics

“Koi Mausam Aisa Aaye” Song Details:

Album/Label: Face To Face (1994)
Singer(s): Jagjit Singh
Composer(s): Jagjit Singh
Music Director(s): Jagjit Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Magnasound

Koi mausam aisa aaey
Koi mausam aisa aaey
Us ko apne saath jo laaey
Koi mausam aisa aaey

Logon se taareef suni hai
Logon se taareef suni hai
Us se mil kar dekha jaaey
Koi mausam aisa aaey

Aaj bhi par bojh bahut hai
Aaj bhi par bojh bahut hai
Aaj bhi shayad neend na aaey
Koi mausam aisa aaey

Hal hai dil ka jugnoo jaisa
Hal hai dil ka jugnoo jaisa
Jalta jaiy bujhta jaaey
Koi mausam aisa aaey

Beete lamhey kuchh aise hain
Beete lamhey kuchh aise hain
Khushboo jaise haat na aaey
Koi mausam aisa aaey.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top