वह एक दोस्त जो Woh Ek Dost Jo Lyrics

वह एक दोस्त जो Woh Ek Dost Jo Lyrics Lyrics

“Woh Ek Dost Jo” Song Details:

Movie: Surkhiyaan
Singer(s): Kishore Kumar
Composer(s): Vanraj Bhatia
Music Director(s): Vanraj Bhatia
Genre(s): Sad
Director(s): Ashok Tyagi
Music Label: © Ultra
Starring: Naseeruddin Shah, Moon Moon Sen, Suresh Oberoi, Kulbhushan Kharbanda, Nandini Sen, Zohra
Release on: 1st January, 1985

Woh ek dost jo mujhko khuda saa lagta hain
Woh ek dost jo mujhko khuda saa lagta hain
Bahot kareeb hain phir bhi juda saa lagta hain
Juda saa lagta hain
Woh ek dost jo mujhko khuda saa lagta hain


Zamane bhar ki zafao ka jab hisaab kiya
Zamane bhar ki zafao ka jab hisaab kiya
Bewafa dost mujhe baawafa saa lagta hain
Bahot kareeb hai phir bhi juda saa lagta hain
Juda saa lagta hain
Woh ek dost jo mujhko khuda saa lagta hain

Zindagi dubi ho jab gham ke siyakhano mein
Zindagi dubi ho jab gham ke siyakhano mein
Ek dushman bhi rahemata lagta hain
Bahot kareeb hain phir bhi juda saa lagta hain
Juda saa lagta hain
Woh ek dost jo mujhko khuda saa lagta hain
Woh ek dost jo mujhko khuda saa lagta hain
Bahot kareeb hain phir bhi juda saa lagta hain
Juda saa lagta hain
Woh ek dost jo mujhko khuda saa lagta hain
Khuda saa lagta hain ho khuda saa lagta hain
Khuda saa lagta hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top