Lagaye Na Lage Kaisi Aag Ishq Lyrics

“Lagaye Na Lage Kaisi Aag Ishq” Song Details:

TV Show: Teri Meri Love Stories (2012)
Composer(s): Pranay Rijiya
Music Director(s): Pranay Rijiya
Genre(s): Playful
Director(s): Sandip Sikchand
Music Label: © Star Plus
Starring: Lavanya Anand, Anand Shivkumaran
Release on: 11th August, 2012

Lagaye na lage kaisi aag ishq
Bujhaye na bujhe kaisi aag ishq
Lagaye na lage kaisi aag ishq
Bujhaye na bujhe kaisi aag ishq

Rangon mein dooba hai dil ka shehar
Kash tham jaye yeh shamon sehar
Aankhon mein dono jahan hai jawan
Khud ki na lag jaye rabba nazar

Kaisa ajab ehsaas hai
Dil mein jagi ik aas hai
Kaisa ajab ehsaas hai
Dil mein jagi ik aas hai

Lagaye na lage kaisi aag ishq
Bujhaye na bujhe kaisi aag ishq
Lagaye na lage kaisi aag ishq
Bujhaye na bujhe kaisi aag ishq.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top