“Daaman Ko Haath Se” Song Details:
| Movie: | Kasam (1947) |
| Singer(s): | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) |
| Lyricist(s): | Anjum Pilibhiti |
| Composer(s): | Sajjad Hussain |
| Music Director(s): | Sajjad Hussain |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | M.D. Baig |
| Music Label: | © Young India Records |
| Starring: | Amir Bano, Prem Adib |
Daaman ko haath se
Wo chhudaakar chale gaye
Daaman ko haath se
Wo chhudaakar chale gaye
Duniyaa meri ummeedon ki
Dhaa kar chale gaye
Tanhaaiyon mein
Kaun tassali dey ab mujhe
Tanhaaiyon mein
Kaun tassali dey ab mujhe
Ansoo bhi dil ka
Khoon baha kar chale gaye
Daaman ko haath se
Wo chhudaakar chale gaye
Kis aasre pe katey
Koi zindagi kay din
Kis aasre pe katey
Koi zindagi kay din
Har aasre ko jab
Wo mitaa kar chale gaye
Daaman ko haath se
Wo chhudaakar chale gaye
Aanaa naa thaa unhen na
Wo aaye kisi tarah
Aanaa naa thaa unhen na
Wo aaye kisi tarah
Ansoo hazaar aye
Aur a kar chal gaye
Daaman ko haath se
Wo chhudaakar chale gaye.


