Aaj Mohe Saajan Ghar Jaana Lyrics

Aaj Mohe Saajan Ghar Jaana Lyrics Lyrics

“Aaj Mohe Saajan Ghar Jaana” Song Details:

Movie: Manjhdhar (1947)
Singer(s): Khursheed Bano
Lyricist(s): Shams Lakhnavi
Composer(s): Anil Krishna Biswas, Ghulam Haider, Gyan Dutt
Music Director(s): Anil Krishna Biswas, Ghulam Haider, Gyan Dutt
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Sohrab Modi
Music Label: © Saregama
Starring: Rafiq Ghazanavi, Surendra, Jr Khurshid

Aaj mohe
Aaj mohe saajan ghar jaana
Balam ghar jaana
Piya ke ghar jaana hai
Aaj mohe
Aaj mohe saajan ghar jaana
Balam ghar jaana,
Piya ke ghar jaana hai

Hiraday mein sajan ki aas hai
Nainon mein darashan ki pyas hai
Hiraday mein sajan ki aas hai
Nainon mein darashan ki pyas hai
Dono ki pyas hai bujhana
Balam ghar jaana
Piya ke ghar jaana hai

Aaj mohe saajan ghar jaana
Balam ghar jaana
Piya ke ghar jaana hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top