Saari Duniya Mein Kahi Lyrics

Saari Duniya Mein Kahi Lyrics Lyrics

“Saari Duniya Mein Kahi” Song Details:

TV Show: Shaktimaan (1997)
Genre(s): Playful
Director(s): Dinkar Jani
Starring: Mukesh Khanna, Vaishnavi Mahant, Kitu Gidwani, Surendra Pal, Tom Alter
Release on: 13th September, 1997

Saari duniya mein kahi
Uske jaisa koi nahi
Kismat se apni be khabar
Sachi ki chuni usne dagar
Raasta tha mushkil
Use banna tha mahan
Yog shakti ke bal pe karta
Har mushkil aasan
Saptrishio ne use chuna
Aur diya saato shaktio ka gyan
Shaktimaan shaktimaan
He he shaktimaan shaktimaan

Duniya ka rakhwala yeh
Aur kitna himmatwala yeh
Hawao se bhi tez hai
Burai ko dhul mein milata yeh
Iski roshni mita deti
Andhere ka namo nishan
Yog shakti ke bal pe karta
Har mushkil aasan
Saptrishio ne use chuna
Aur diya saato shaktio ka gyan
Shaktimaan shaktimaan
He he shaktimaan shaktimaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top