Aaj Mile Kal Bichhad Gaye Lyrics

Aaj Mile Kal Bichhad Gaye Lyrics Lyrics

“Aaj Mile Kal Bichhad Gaye” Song Details:

Movie: Jauhari (1951)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Tejnath Zar
Composer(s): Harbans Lal
Music Director(s): Harbans Lal
Genre(s): Sad
Music Label: © Saregama
Starring: Geeta Bali, Amarnath, Manorama, Sunder, Rajan Haksar
Release on: 1st January, 1951

Aaj mile kal bichhad gaye
Ulfat hamko raas naa aayi
Aaj mile o duniyaa waale
Abhi muhabbat abhi judaayi
Ulfat hamko raas naa aayi

Armaan liye dil ke dil mein
Ham unse door chale
Dil royaa aankhen bhar aayin
Bebas thhe mazboor huye
Ik dard uthaa hai seene mein
Ik dard uthaa hai seene mein sulagti aayi
Ulfat hamko raas naa aayi
O duniyaa waale
Abhi muhabbat abhi judaayi
Ulfat hamko raas na aayi

Pahle bhi khabar hoti
Ham kabhi na dil ko lagaate
Haalaat hamen laa kar
Ham nazren bachaa jaate
Haay nazren nazren milaake gaye
Haaye nazren milaake
Abhi muhabbat abhi judaayi
Ulfat hamko raas na aayi
Aaj mile kal bichhad gaye
Ulfat hamko raas na aayi
Aaj mile o duniyaa waale
Abhi muhabbat abhi judaayi
Ulfat hamko raas na aayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top