“Yaadein Teri Yaadein” Song Details:
| Movie: | Yeh Lamhe Judaai Ke |
| Singer(s): | Kumar Sanu |
| Lyricist(s): | Yogesh Gaud |
| Composer(s): | Nikhil, Vinay |
| Music Director(s): | Nikhil, Vinay |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Birendra Nath Tiwari |
| Music Label: | © Fai Audio |
| Starring: | Shahrukh Khan, Raveena Tandon, Mohnish Behl, Navneet Nishan |
| Release on: | 9th April, 2009 |
Yaadein teri yaadein, yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein, yaadein teri yaadein
Kattein nahi hai kasam se
Lamhein judaai ke humse
kattein nahi hai kasam se
Lamhein judaai ke humse
Aati hai teri yaadein, yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein, yaadein teri yaadein
Suraj hua jab sinduri
Dasne lagi teri duri
Suraj hua jab sinduri
Dasne lagi teri duri
Dasne lagi teri duri
Panchi bikharte andheron main
Jab laut te hai baseron main
Aati hai teri yaadein, yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein, yaadein teri yaadein
Phoolo mein khusaboo wahi hai
Mosam ka jadu wahi hai
Phoolo mein khusaboo wahi hai
Mosam ka jadu wahi hai
Mosam ka jadu wahi hai
Ek tum nahi ho jo baho mein
Hum dub jate hai aaho mein
Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein, Yaadein teri yaadein
Kattein nahi hai kasam se
Lamhein judaai ke humse
Aati hai teri yaadein
Yaadein teri yaadein, Yaadein teri yaadein
Yaadein teri yaadein, Yaadein teri yaadein.


