Chali Pee Ke Nagar Lyrics

Chali Pee Ke Nagar Lyrics Lyrics

“Chali Pee Ke Nagar” Song Details:

Movie: Mirza Ghalib (1954)
Singer(s): Shamshad Begum
Lyricist(s): Mirza Ghalib, Shakeel Badayuni
Composer(s): Ghulam Mohammad
Music Director(s): Ghulam Mohammad
Genre(s): Masti
Director(s): Sohrab Modi
Music Label: © Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Suraiya, Nigar Sultana, Durga Khote, Murad, Mukri, Ulhas, Kumkum, Iftekhar

Chali pee ke nagar
Ab kahe ka dar
More baanke
Ho more baanke
Balam kotawal
Ho more baanke
Balam kotawal

Chali pee ke nagar
Ab kahe kaa dar
More baanke
Ho more baanke
Balam kotawal
Ho more baanke
Balam kotawal

Apne piya ki
Apne piya ki
Main pataraani
Maaruun nazariya
Dil howe chhalani
Maaruun nazariya
Dil howe chhalani

Mehndi se hatheli
Hai laal ho
Mehndi se hatheli
Hai laal more
Ho more baanke
Balam kotawaal
Ho more baanke
Balam kotawaal


Ban ke dulhaniyaa
Main itaraaun
Ban ke dulhaniyaa
Main itaraaun
Ab na kisi se
Aankh milaaun
Ab na kisi se
Aankh milaun

Mohe dekhe ye
Kisaki majaal ho
Mohe dekhe ye
Kisaki majaal more
Ho more baanke
Balam kotawal
Ho more baanke
Balam kotawal

Ghar me balam ke
Ghar me balam ke
Raaj karuungi
Saas nanad se
Main na darungi
Saas nanad se
Main na darungi

Devara ko mein
Dungi nikaal ho
Devara ko mein
Dungi nikaal more
Ho more baanke
Balam kotawal
Ho more baanke
Balam kotawal

Chali pee ke nagar
Ab kaahe kaa dar
More baanke
Ho more baanke
Balam kotawal
Ho more baanke
Balam kotawal.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top