Meri Ho Gayi Unse Baat Lyrics

Meri Ho Gayi Unse Baat Lyrics Lyrics

“Meri Ho Gayi Unse Baat” Song Details:

Movie: 1857 (1946)
Singer(s): Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lyricist(s): Shewan Rizvi
Composer(s): Sajjad Hussain
Music Director(s): Sajjad Hussain
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Mohan Sinha
Music Label: © Saregama
Starring: Nigar Sultana, Suraiya, Menaka Devi, Madan Puri, Surendra, Wasti, Ganju, Laxmi, Leela

Meri ho gayi unse baat
Main unki hoon ha
Wo mere hai ha
Meri ho gayi unse baat
Main unki hoon ha
Wo mere hai ha
Meri ho gayi unse baat

Aankho ne kaha
Aankho ne suna
Pardo mein rahi yeh baat
Main unki hoon ha
Wo mere hai ha
Aankho ne kaha
Aankho ne suna
Pardo mein rahi ye baat
Main unki hoon ha
Wo mere hai ha
Meri ho gayi unse baat

Haye chand gaya
Zamana tera
Ho gaya husn
Purana tera
Haye chand gaya
Zamana tera
Ho gaya husn
Purana tera
Kya tera mera sath
Main unki hoon ha
Wo mere hai ha
Meri ho gayi unse baat

Tum tare ho
Tum pyare ho
Tum tare ho
Tum pyare ho
Tum jinki nazar
Ke mare ho
Tum jinki nazar
Ke mare ho
Daman hoga unka
Mere hath
Main unki hu ha
Wo mere hai ha
Meri ho gayi unse baat

Phoolo se kahdo na itraye
Ithlake chale na
Aankhe dikhaye
Ithlake chale na
Aankhe dikhaye
Ishk mein maine
Unko di maat
Main unki hoon ha
Wo mere hai ha
Meri ho gayi unse baat
Main unki hoon ha
Wo mere hai ha
Meri ho gayi unse baat.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top