Mohabbat Ki Hum Chot Khaye Hai Lyrics

Mohabbat Ki Hum Chot Khaye Hai Lyrics Lyrics

“Mohabbat Ki Hum Chot Khaye Hai” Song Details:

Movie: Farmaish (1953)
Singer(s): Talat Mahmood
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genre(s): Sad
Director(s): B. K. Sagar
Music Label: © Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Vijay Laxmi, Kuldip Kaur, Pran, Gope, Maruti ,Chandra Shekhar

Mohabbat ki hum
Chot khaye huye hai
Mohabbat ki hum
Chot khaye huye hai
Kisi bewafa ke
Sataye huye hai
Kisi bewafa ke
Sataye huye hai
Mohabbat ki hum
Chot khaye huye hai
Mohabbat ki hum
Chot khaye

Udhr tere aansu
Idhr mere aansu
Idhr mere aansu
Wo laye huye hai
Ye aaye huye hai
Wo laye huye hai
Ye aaye huye hai
Kisi bevafa ke
Sataye huye hai
Mohabbat ki hum
Chot khaye

Humare liye zindagi ek
Aansu zindagi
Zindagi ek aansu
Kisi ki najar se
Giraye huye hai
Kisi ki najar se
Giraye huye hai
Kisi bewafa ke
Sataye huye hai
Kisi bewafa ke
Sataye huye hai
Mohabbat ki hum
Chot khaye huye hai
Mohabbat ki hum
Chot khaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top