Khushk Hi Sahi Aankhen Lyrics

Khushk Hi Sahi Aankhen Lyrics Lyrics

“Khushk Hi Sahi Aankhen” Song Details:

Album/Label: Parchhaiyan (2005)
Singer(s): Talat Aziz
Composer(s): Talat Aziz
Music Director(s): Talat Aziz
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music, Decca Label
Starring: Talat Aziz
Release on: 26th April, 2005

Khushk hi sahi aankhen
Kuchh na kuchh to ro lenge
Khushk hi sahi aankhen
Kuchh na kuchh to ro lenge
Woh jubaan na tar hogi
Woh jubaan na tar hogi
Hoth hi bhigo lenge
Khushk hi sahi aankhen
Kuchh na kuchh to ro lenge

Gar na mil sake moti
Dard ke samandar se
Gar na mil sake moti
Dard ke samandar se
Apne rishtae jaam e
Apne rishtae jaam e
Sang hi piroenge
Woh jubaan na tar hogi
Woh jubaan na tar hogi
Hoth hi bhigo lenge
Khushk hi sahi aankhen
Kuchh na kuchh to ro lenge

Ye samaj ke maana hai
Sach tumhari baaton ko
Ye samaj ke maana hai
Sach tumhari baaton ko
Itane khubsoorat nagam
Itane khubsoorat nagam
Jut kaise bolenge
Woh jubaan na tar hogi
Woh jubaan na tar hogi
Hoth hi bhigo lenge
Khushk hi sahi aankhen
Kuchh na kuchh to ro lenge.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top