Peeli Patti Aur Raja Jani (Title) Lyrics

Peeli Patti Aur Raja Jani (Title) Lyrics Lyrics

“Peeli Patti Aur Raja Jani (Title)” Song Details:

Album/Label: Peeli Patti Aur Raja Jani Ki Gol Dunya (2005)
Singer(s): Noori (Band)
Composer(s): Noori (Band)
Music Director(s): Noori (Band)
Release on: 10th September, 2005

Peeli patti aur raja jani
Kuch khoay khoay hain
Un ko yeh lagta hai ke
Yeh dunya gol hai
Par woh to hai
Peeli patti aur raja jani
Kuch gumsum gumsum hain
Un ko yeh pata hai ke ab
Woh nahin hain
Woh nahi hain

Khoay khoay sui chubhoy
Dard nahi hota hai
Sab soay sab roay
Yeh jahan sota hai

Phir jiyay ya maray
Ab nahin parwa hai
Tum chhupo, hum chhupein
Ek naya dhoka hai keh

Ragon mein dornay phirnay ke
Hum hain qayal
Keh iss ke bina nahin jeena

Khoay khoay, sui chubhoy
Dil nahin bharta hai
Tum hansay tum roay
Gham koi karta hai


Dil jalay, dil maray
Kya koi kehta hai

Hum jalain, hum marain
Ab nahin darna hai keh

Ragon mein dornay phirnay ke
Hum hain qayal
Keh iss ke bina nahi jeena
Tu jaan lay keh

Ragon mein dornay phirnay ke
Hum hain qayal
Keh iss ke bina nahin jeena
Yeh duniya gol hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top