Baje Bansuri Chale Saanwari Lyrics

Baje Bansuri Chale Saanwari Lyrics Lyrics

“Baje Bansuri Chale Saanwari” Song Details:

Movie: Shisham (1952)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Uddhav Kumar
Composer(s): Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director(s): Roshanlal Nagrath (Roshan)
Genre(s): Dance
Director(s): Kishore Sharma
Music Label: © Saregama
Starring: Nasir Khan, Nutan, Gope

Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki
Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki

Chhunak chhunak mori
Baaje re payaliya
Thumak thumak le ke
Chali hun gagariya
Thumak thumak le ke chali
Laage na najariya baali hai umariya
Bole hai gujariyaa ho
Duniyaa mauj bahaar ki

Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki

Chamak chamak man
Mohe re titaliya ho
Kuhu kuhu hu bole
Daalo pe koyaliya ho
Chamak chamak man
Mohe re titaliya ho
Kuhu kuhu hu bole
Daalo pe koyaliya ho
Hari hai dagariya phulo ki nagariya
Chhaayi hai badariyaa ho
Sudh bhuli sansaar ki

Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki


Lahar lahar hawaa
Laharaaye baalo ko
Chatak matak chhu jaaye
Gore gaalo ko
Chatak matak chhu jaaye
Khushi ka zamana
Mausam hai suhana
Mujhe naa satana ho
Mai chhori nambaradar ki

Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki
Baje baansari chale saanwari
Hoye baanwari ho
Saari duniya payaar ki.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top