Kar Ke Badnaam Meri Lyrics

Kar Ke Badnaam Meri Lyrics Lyrics

“Kar Ke Badnaam Meri” Song Details:

Movie: Baghi (1953)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): Madan Mohan
Music Director(s): Madan Mohan
Genre(s): Dance
Director(s): Anant Thakur
Music Label: © Saregama
Starring: Ranjan, Naseem Banu, Pran, Mukri, Anwar Hussain, Shammi, B.M. Vyas

Chhed yu karti hai
Duniya tere nam ke sath
Hans ke leti hai
Mera nam tere nam ke sath

Kar ke badnam meri ninde haram
Kaha chala gaya, too kaha chala gaya

Karne ko bate karu tujhse khayalo me
Phir bhi naa mane dil toh kya karu
Kab tak bhigoya karu ashko se palke
Kab tak judayi me aahen bharu
Jab se huyi sham mujhe rone se kam
Kaha chala gaya too

Bhatke nazar meri
Ban mein chaman mein
Chain main dil kaa kahi bhi pau naa
Dil mein bhadak chale shole judayi ke
Hay inhi mein kahi jal jau naa
Ho naa badnam kahi tera hi nam
Kaha chala gaya too.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top