Aayi Hain Tu To Lyrics

Aayi Hain Tu To Lyrics Lyrics

“Aayi Hain Tu To” Song Details:

Movie: Kurukshetra
Singer(s): Kundan Lal Saigal
Lyricist(s): Jameel Mazhari
Composer(s): Pandit Ganpat Rao
Music Director(s): Pandit Ganpat Rao
Genre(s): Sad
Music Label: © Columbia/Hindustan Records
Starring: K.L. Saigal

Aayi hain tu to kaise dil
Apna dikhau main
Apna dikhau main
Aanhko ko tere waste
Kyun kar dikhau main
Kyun kar dikhau main
Devi jo tere paav ke
Niche hain yeh zameen
Devi jo tere paav ke
Niche hain yeh zameen
Dilo ko isko kaise
Dhadakna sikhau main
Dhadakna sikhau main

Aankho ke paas ashko ki
Punji bhi ab nahin
Aankho ke pas ashko ki
Punji bhi ab nahin
Kis tarah apne khoon ko
Aasu banau main
Aasu banau main

Mil jaye gar
Dard ki phoolwariyo ke phool
Mil jaye gar
Dard ki phoolwariyo ke phool
Tere gale ke waste
Mala banau main
Mala banau main.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top