“Maine Jo Pee Sharab” Song Details:
| Album/Label: | Dil Nawaaz (2005) |
| Singer(s): | Ashok Khosla |
| Lyricist(s): | Jalees Rashid |
| Composer(s): | Ashok Khosla |
| Music Director(s): | Ashok Khosla |
| Genre(s): | Ghazal, Sharaabi |
| Music Label: | © Universal Music |
| Starring: | Ashok Khosla |
| Release on: | 31st May, 2005 |
Maine jo pee sharab
Maine jo pee sharab
Makaam jhooma ne laga
Maine jo pee sharab
Makaam jhooma ne laga
Phir dhire dhire saara jahan
Jhoom ne laga
Maine jo pee sharab
Makaam jhooma ne laga
Phir dhire dhire saara jahan
Jhoom ne laga
Maine jo pee sharab
Aaya hain apne sheher mein
Jab se woh ek hasee
Aaya hain apne sheher mein
Jab se woh ek hasee
Aaya hain apne sheher mein
Jab se woh ek hasee
Basti ka ek ek
Basti ka ek ek
Jawaan jhoom ne laga
Basti ka ek ek
Jawaan jhoom ne laga
Phir dhire dhire saara jahan
Jhoom ne laga
Maine jo pee sharab
Har harf mein thi
Aankhon ki masti bhari huyi
Har harf mein thi
Aankhon ki masti bhari huyi
Har harf mein thi
Aankhon ki masti bhari huyi
Khat uska padh ke main
Khat uska padh ke main
To yahan jhoom ne laga
Khat uska padh ke main
To yahan jhoom ne laga
Phir dhire dhire saara jahan
Jhoom ne laga
Maine jo pee sharab
Hatho mein jaam aate hi
Aayi kisi ki yaad
Hatho mein jaam aate hi
Aayi kisi ki yaad
Hatho mein jaam aate hi
Aayi kisi ki yaad
Rashid hawa chali
Rashid hawa chali
To dhuaan jhoomne laga
Rashid hawa chali
To dhuaan jhoomne laga
Phir dhire dhire saara jahan
Jhoom ne laga
Maine jo pee sharab
Makaam jhooma ne laga
Phir dhire dhire saara jahan
Jhoom ne laga
Maine jo pee sharab.


