“Dekho Mere Gaon Mein” Song Details:
| Movie: | Kushti (2010) |
| Singer(s): | Abhijeet Bhattacharya |
| Lyricist(s): | Sameer |
| Composer(s): | Srinivas, Tauseef Akhtar |
| Music Director(s): | Srinivas, Tauseef Akhtar |
| Genre(s): | Masti |
| Director(s): | T.K. Rajeev Kumar |
| Music Label: | © Venus Records & Tapes |
| Starring: | Rajpal Yadav, Razzak Khan, Shama Sikander, Rasika Joshi, Om Puri, Nargis, Sharat Saxena, Asif Basra, Manoj Joshi, Asrani |
| Release on: | 14th May, 2010 |
Hariya oo hariya hariya..
Hariya hariya hariya hariya
Hariya hariya hariya hariya
Dekho mere gao mein
Ghani ghani chhav mein
Dekho mere gao mein
Ghani ghani chhav mein
Fulo wala mela bhawaro wala rela
Nadi kinare gori naache
Gugaru pahane paao mein
Dekho mere gao mein
Ghani ghani chhav mein
Kahi garban ke
Aage saj rahi jawani
Aakhde me kare
Koi pahalwani
Basuri koi bajaye
Koi malhar gaye
Koi nain churaye
Kisi tahab mein
Dekho mere gao mein
Ghani ghani chhav mein
Koi abhineta lage bane
Koi neta palak jhpakte
Hi koi jhasa deta
Koi baharam chari koi hai shikari
Koi hare jite kahi gao mein
Dekho mere gao mein
Ghani ghani chhav mein
Fulo wala mela bhawaro wala rela
Nadi kinare gori naache
Gugaru pahane paao mein
Dekho mere gao mein
Ghani ghani chhav mein.


