Humse Pucho Kaise Hai Lyrics

Humse Pucho Kaise Hai Lyrics Lyrics

“Humse Pucho Kaise Hai” Song Details:

Album/Label: Obsession (2001)
Singer(s): Ashok Khosla
Lyricist(s): Naqsh Lyallpuri
Composer(s): Kuldeep Singh
Music Director(s): Kuldeep Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Tips Music
Starring: Ashok Khosla

Humse puchho kaise hai woh
Humse puchho kaise hai woh
Khwabon jaisa lagata hain woh
Khwabon jaisa lagata hain woh
Humse puchho kaise hai woh
Humse puchho kaise hai woh

Unn aankhon se milakar dekho
Unn aankhon se milakar dekho
Unn aankhon se milakar dekho
Jin aankhon mein rehata hain woh
Jin aankhon mein rehata hain woh
Jin aankhon mein rehata hain woh
Humse puchho kaise hai woh
Humse puchho kaise hai woh

Chahe bhi to hath na aaye
Chahe bhi to hath na aaye
Chahe bhi to hath na aaye
Tezz hawa ka jhoka hain woh
Tezz hawa ka jhoka hain woh
Tezz hawa ka jhoka hain woh
Humse puchho kaise hai woh
Humse puchho kaise hai woh

Dukh mein bhi hasta rehta hain
Dukh mein bhi hasta rehta hain
Dukh mein bhi hasta rehta hain
Mitti mein bhi sona hain woh
Mitti mein bhi sona hain woh
Humse puchho kaise hai woh
Humse puchho kaise hai woh
Khwabon jaisa lagata hain woh
Khwabon jaisa lagata hain woh
Humse puchho kaise hai woh
Humse puchho kaise hai woh.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top