Duniya Badal Gayi Lyrics

Duniya Badal Gayi Lyrics Lyrics

“Duniya Badal Gayi” Song Details:

Movie: Babul
Singer(s): Shamshad Begum, Talat Mahmood
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Sad
Director(s): S.U. Sunny
Music Label: © Saregama
Starring: Dilip Kumar, Munawar Sultana, Nargis

Duniya badal gayi,
Meri duniya badal gayi
Duniya badal gayi
Tukde huye jigar ke,
Chhuri dil pe chal gayi

Duniya badal gayi
Meri duniya badal gayi
Duniya badal gayi
Aisi chali hawa ke
Khushi dukh mein dhal gayi
Duniya badal gayi

Dil khak ho gaya,
Yeh kisi ko khabar nahi
Kisi ko khabar nahi
Dil khak ho gaya,
Yeh kisi ko khabar nahi
Sab yeh samaz rahe hai,
Tamanna nikal gayi
Duniya badal gayi

Barabad ho gaya
Meri ummid kaa chaman
Ummid kaa chaman
Barabad ho gaya
Meri ummid kaa chaman
Jis dal par kiya
Tha basera woh jal gayi
Duniya badal gayi
Duniya badal gayi
Meri duniya badal gayi
Duniya badal gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top