Le Le Dil Ko Le Le Lyrics

Le Le Dil Ko Le Le Lyrics Lyrics

“Le Le Dil Ko Le Le” Song Details:

Movie: Shahenshah (1953)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Composer(s): S. D. Burman
Music Director(s): S. D. Burman
Genre(s): Playful
Director(s): Amiya Chakrabarty
Music Label: © Saregama
Starring: Ranjan, Shakila, K.N. Singh, Ramesh Sippy, Cuckoo, Mukri, Achala Sachdev, Agha, Kamini Kaushal, Neeru

Le le dil ko le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Ye husn ye jawani
Ye aag aur ye pani
Sab kuch tere liye hai
Aa teri maharbani
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Mahaka hua hai gulshan
Do char phul chun le
Ye bat hai phate ki
Ae mere yaar sun le
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Duniya ka gam bhula de
Dil ka salam leke
Ho ja kisi pe sadke
Allah ka naam leke
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top