“Ishq Mujhe Aur Toh Kuch” Song Details:
| Movie: | Dana Paani (1953) |
| Singer(s): | Akhtari Bai Faizabad (Begum Akhtar) |
| Lyricist(s): | Kaif Irfani |
| Composer(s): | Mohan Junior |
| Music Director(s): | Mohan Junior |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | V. M. Vyas |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Bharat Bhushan, Meena Kumari, Ulhas Wasti, Veera, Shashi Kapoor, Chitra, Radha Kishan |
Aye ishk mujhe or to kuch yad nahi
Aye ishk mujhe or to kuch yad nahi
Ye dil mera barbad hai abad nahi hai
Ha dil mera barbad hai abad nahi hai
Ye dil ki lagi hai to koi khak jiyega
Ye dil ki lagi hai to koi khak jiyega
Ab nam bhi jine ka mujhe yad nahi hai
Ab nam bhi jine ka mujhe yad nahi hai
Ab nam bhi
Dunia ko mubarak ho ye azad zamana
Dunia ko mubarak ho ye azad zamana
Jo pyar ka kaidi hai wo azad nahi hai
Jo pyar ka kaidi hai wo azad nahi hai
Jo pyar ka.


