Wo Chaand Ban Muskura Lyrics

“Wo Chaand Ban Muskura” Song Details:

Movie: Vishkanya (1943)
Singer(s): Amirbai Karnataki
Lyricist(s): Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Composer(s): Khemchand Prakash
Music Director(s): Khemchand Prakash
Genre(s): Playful
Director(s): Kidar Sharma
Music Label: © Ranjit
Starring: Surendra, Sadhana Bose, Prithviraj, Kamla, Leela Mishra, Sulochana, Brijmala

Wo chaand ban muskura rahe hain
Wo geet ban kar bulaa rahe hain
Wo chaand ban wo chaand ban
Muskura rahe hain
Wo geet ban kar bulaa
Rahe hain wo chaand ban

Ye dil se kehti hai dil ki dhadkan
Ye dil se kehti hai dil ki dhadkan
Dil ki dhadkan dil ki dhadkan
Dil ki dhadkan dil ki dhadkan
Kiwaad kholo

Wo aa rahe hain kiwaad kholo
Wo aa rahe hain wo aa rahe hain
Wo chaand ban wo chaand ban
Muskura rahe hain
Wo geet ban kar bulaa
Rahe hain wo chaand ban

Hain tere jalwe mein unka jalwa
Hain tere jalwe mein unka jalwa
Chhalaawa ban kar saata rahe hain
Chhalaawa ban kar saata rahe hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top