“Aye Dil Unko Yaad Na Karna” Song Details:
| Movie: | Bazaar (1949) |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Qamar Jalalabadi |
| Composer(s): | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) |
| Music Director(s): | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | K. Amarnath |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Shyam, Nigar Sultana, Gope, Amir Bano, Misra, Cuckoo, Badri Prasad |
Aye dil unko yaad na karna
Buhlne wale yeh duniya
Teri aabad rahe
Humne bhi pyar kiya tha
Yeh unhe yaad rahe
Aye dil unko yaad na karna
Lut jana fariyad na karna
Aye dil unko yaad
Dil se yeh aawaz aati hai
Dil se yeh aawaz aati hai
Yaad kisi ki tadpati hai
Yaad kisi ki tadpati hai
Dil kahta hai yaad kiye ja
Main kahti hoon yaad na karna
Lut jana fariyad na karna
Aye dil unko yaad
Jaha rahe aabad rahe wo
Jaha rahe aabad rahe wo
Roti rahun main shad rahe wo
Roti rahun main shad rahe wo
O sansar basane wale
Mera ghar aabad na karna
Lut jana fariyad na karna
Aye dil unko yaad na karna.


