“Chhote Chhote Bhaiyon Ke” Song Details:
| Movie: | Hum Saath-Saath Hain: We Stand United (1999) |
| Singer(s): | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Narayan |
| Lyricist(s): | Dev Kohli |
| Composer(s): | Raamlaxman (Vijay Patil) |
| Music Director(s): | Raamlaxman (Vijay Patil) |
| Genre(s): | Wedding |
| Director(s): | Sooraj R. Barjatya |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Salman Khan, Karisma Kapoor, Saif Ali Khan, Tabu, Sonali Bendre, Mohnish Behl, Neelam Kothari |
| Release on: | 5th November, 1999 |
Chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya,
Aaj banenge kise ke saiyaan,
Chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya,
Aaj banenge kise ke saiyaan,
Dhol nagade baje shehnaiyan,
Jhoom ke aayi mangal ghadiyan…
Bhabhi ke sang holi mein,
Rang gulaal udayenge,
Bhabhi ke sang holi mein,
Rang gulaal udayenge,
Aayegi jab jab diwali,
Milkar deep jalayenge,
Chunri ki kar degi chhaiyan,
Hey chunri ki kar degi chhaiyan,
Aayegi banke purwaiyan,
Hoye chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya,
Aaj banenge kise ke saiyan…
Jhilmil ho gayi hain ankhiyan,
Yaad aayi bachpan ki ghadiyan,
Jhilmil ho gayi hain ankhiyan,
Yaad aayi bachpan ki ghadiyan,
Naye safar mein lag jayegi,
Pyar ki inko hathkadiyan,
Jachte hain dekho kaise bade bhaiya,
Jachte hain dekho kaise bade bhaiya,
Ramji bihane chale sita maiya,
Hoy chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya,
Aaj banenge kise ke saiyan
Dhol nagade baje shehnaiyan,
Jhoom ke aayi mangal ghadiyan..


