“Neendiya Khoye Diyo” Song Details:
| Movie: | Lalaji (1942) |
| Singer(s): | Anil Krishna Biswas |
| Lyricist(s): | Arzoo Lakhnavi |
| Composer(s): | Vasant Kumar Naidu |
| Music Director(s): | Vasant Kumar Naidu |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | C Gandhi, Lalit Mehta |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Katju, Hashodhara, Yakub, Krishnakant, Amar, Maya Devi |
| Release on: | 1st January, 1942 |
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke
Sudh bisraaye diyo mann mein samaaye ke
Sudh bisraaye diyo mann mein samaaye ke
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke
Tan ka hosh nahin mann ka hosh nahin
Tan ka hosh nahin mann ka hosh nahin
Maanjhi baithha hai naiyyaa dubaaye ke
Maanjhi baithha hai naiyyaa dubaaye ke
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke
Sangi chhoot gaye saathhi chhoot gaye
Sangi chhoot gaye saathhi chhoot gaye
Sabko chhod diya tumko apnaaye ke
Sabko chhod diya tumko apnaaye ke
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke
Sudh bisraaye diyo mann mein samaaye ke
Sudh bisraaye diyo mann mein samaaye ke
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke
Neendiya khoye diyo nainan mein aaye ke.


