Dost Hua Hai Dushman Jani Lyrics

Dost Hua Hai Dushman Jani Lyrics Lyrics

“Dost Hua Hai Dushman Jani” Song Details:

Movie: Society (1942)
Singer(s): Rafiq Ghaznavi
Lyricist(s): Hasrat Lakhnavi
Composer(s): Rafiq Ghaznavi
Music Director(s): Rafiq Ghaznavi
Genre(s): Playful
Director(s): Nazir
Music Label: © Saregama
Starring: Nazir, Sitara, Majid Gope, Rajkumari, Shukla

Dost hua hai dushman jani
Haye mohabbat aur yeh jawani
Haye mohabbat aur yeh jawani
Kisko sunaye haye
Kisko sunaye apni kahani
Haye mohabbat aur yeh jawani
Haye mohabbat aur yeh jawani

Aey dil aur aey bewafa
Bas jane jise dekh liya
Ho mani boori bhi
Ho mani boori bhi
Baat na mani haye
Mohabbat aur jawani
Haye mohabbat aur jawani
Kisko sunaye haye
Kisko sunaye apni kahani
Haye mohabbat aur yeh jawani
Haye mohabbat aur yeh jawani

Badh se badtar ho gayi kahani
Dekh liya anjam e mohabbat
Baki hai bas ab maut hi aani
Baki hai bas ab maut hi aani
Haye mohabbat aur yeh jawani
Haye mohabbat aur yeh jawani
Dost hua hai dushman jani
Haye mohabbat aur yeh jawani
Haye mohabbat aur yeh jawani.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top