Ham Bhi Asir E Gham Hain Lyrics

Ham Bhi Asir E Gham Hain Lyrics Lyrics

“Ham Bhi Asir E Gham Hain” Song Details:

Movie: Thes (1949)
Singer(s): Rajkumari Dubey
Composer(s): Snehal Bhatkar
Music Director(s): Snehal Bhatkar
Genre(s): Sad
Director(s): Kidar Sharma
Music Label: © Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Shashikala, Gyani, Maruti, Kamal Mehra

Hum bhi asir e gham hain
Ab tumse kya chhupana
Ab tumse kya chhupana
Hum bhi to mar mitey hain
Jalata rahe zamana

Shaayad ke is chaman mein
Phir inqualaab aaye
Phir inqualaab aaye
Shaayad ke is chaman mein
Phir inqualaab aaye
Phir inqualaab aaye
Lo kaanpne lagi hai
Har shaakh e aashiyana
Lo kaanpne lagi hai
Har shaakh e aashiyana
Hum bhi to mar mitey hain
Jalata rahe zamana

Gardish mein dil tha
Gardish mein dil tha
Tute falak ke taare
Tute falak ke taare
Gardish mein dil tha
Tute phalak ke taare
Tute phalak ke taare
Dohraaya jaa raha hai
Shaayad mera fasana
Dohraaya jaa raha hai
Shaayad mera fasana
Hum bhi to mar mitey hain
Jalata rahe zamana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top