Jhumo Tum Nacho Lyrics

Jhumo Tum Nacho Lyrics Lyrics

“Jhumo Tum Nacho” Song Details:

Movie: Humshakal (1974)
Singer(s): Kishore Kumar, Poornima
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Party
Director(s): Jambu
Music Label: © Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Tanuja, Moushumi Chatterjee
Release on: 10th April, 1974

Aao bacho tumhe ek
Bahot hi achhi kahani
Jhumo tum nacho main gata hu
Jhumo tum nacho main gata hu
Sabko ek kahani main sunata hu
Ek tara tha bada pyara tha
Bada nyara tha

Kali kali rato mein jab
Wo chamakta tha
Aasma ki pariyo ka bhi
Dil dhadkata tha
Kali kali rato mein jab
Wo chamakta tha
Aasma ki pariyo ka bhi
Dil dhadkata tha
Sitare najare sab
Usse jalte the
Main batata hu kya
Ek tara tha bada pyara tha
Bada nyara tha

Maine usse puchha
Tum kya kam karte ho
Jagmag jagmag tim tim
Subah sham karte ho
Maine usse pucha
Tum kya kam karte ho
Jagmag jagmag tim tim
Subah sham karte ho
To dola wo bola
Tumko mithe sapne
Main dikhata hu
Ek tara tha bada pyara tha
Bada nyara tha

Fir kya hua bolo na
Aage kya hua bolo na
Rota sabko chod gaya
Wo sabse ruth ke
Jane kaha gir gaya
Ambar se tut ke
Rota sabko chhod gaya
Wo sabse ruth ke
Jane kaha gir gaya
Ambar se tut ke
Na jana deewana uski
Yaad mein aasu
Main bahata hu
Ek tara tha bada pyara tha
Ek tara tha bada pyara tha
Ek tara tha bada pyara tha
Ek tara tha bada pyara tha.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top