Dil Kya Chahe Lyrics

Dil Kya Chahe Lyrics Lyrics

“Dil Kya Chahe” Song Details:

Movie: Oonche Log (1985)
Singer(s): Kishore Kumar
Lyricist(s): Anjaan
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Brij
Music Label: © Saregama
Starring: Rajesh Khanna, Salma Agha, Danny Denzongpa, Pradeep Kumar, Prem Chopra, Raza Murad, Priti Sapru, Pinchoo Kapoor
Release on: 5th July, 1985

Dil kya chahe kaise bolu
Ho baat ye dil ki aake labo pe
Kyu ruk jaye main kya janu

Dil kya chahe kaise bolu
Ho baat ye dil ki aake labo pe
Kyu ruk jaye main kya janu
Dil kya chahe kaise bolu

Choad ke tera dhar yaha kaha jau
Dil ki bebasi kaise tujhko samjhau
Choad ke tera dhar yaha kaha jau
Dil ki bebasi kaise tujhko samjhau
Tujhko na dekhu to chain kahi na aaye
Tujhko na dekhu to chain kahi na aaye
Ho bat ye dil ki aake labo pe
Kyu ruk jaye main kya janu
Dil kya chahe kaise bolu

Mange dil jo dua uski khushi vo tu hain
Main to jisam hoon meri zindagi tu hain
Mange dil jo dua uski khushi vo tu hain
Main to jisam hoon meri zindagi tu hain
Arey tu mujhse bichade to
Sans meri thm jaye
Tu mujhse bichade to
Sans meri thm jaye
Ho bat ye dil ki aake labo pe
Kyu ruk jaye main kya janu
Dil kya chahe kaise bolu

Tujhko kya pata tere ishq mein kya hain
Kya junu hain kya nasha kya maja hain
Tujhko kya pata tere ishq mein kya hain
Kya junu hain kya nasha kya maja hain
Tu dekhe hans ke to dard dava ban jaye
Tu dekhe hans ke to dard dava ban jaye
Ho bat ye dil ki aake labo pe
Kyu ruk jaye main kya janu
Dil kya chahe kaise bolu


Ho bat ye dil ki aake labo pe
Kyu ruk jaye main kya janu
Dil kya chahe kaise bolu.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top