“Mat Bolo Bahaar Ki Batiyaan Re” Song Details:
| Movie: | Prem Nagar (1940) |
| Singer(s): | Bimla Kumari, Ramanand Sharma |
| Lyricist(s): | Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) |
| Composer(s): | Naushad Ali |
| Music Director(s): | Naushad Ali |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | M Bhavnani |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Raman, Bimla Kumari, Husn Banu, Rai Mohan, Nagendra, Sali Gulzar, Gulzar |
| Release on: | 1st January, 1940 |
Mat bolo bahaar ki batiyaan re
Mat bolo bahaar ki batiyaan
Mat bolo bahaar ki batiyaan re
Mat bolo bahaar ki batiyaan
Mat bolo bahaar ki batiyaan re
Mat bolo bahaar ki batiyaan
Taras gaye taras gaye
Taras gaye taras gaye
Taras gayin mori ankhiyaan
Mat bolo bahaar ki batiyaan
Mat bolo bahaar ki batiyaan re
Mat bolo bahaar ki batiyaan
Jaao to mohe chain na aawe
Aao to sharmaaun
Jaao to mohe chain na aawe
Aao to sharmaaun
Aage aap samajh lo saajan
Aage aap samajh lo saajan
Main kaise batlaaun haan
Main kaise batlaaun
Mat bolo bahaar ki batiyaan re
Mat bolo bahaar ki batiyaan
Mat bolo bahaar ki batiyaan re
Mat bolo bahaar ki batiyaan
Man ki bhaasha man ka kaaghaz
Man ki bhasha man ka kaaghaz
Man hi likhne waalaa
Man hi likhne waalaa
Saanjh sawere likh likh bhejoon
Saanjh sawere likh likh bhejoon
Saajan sohe batiyaan haan
Saajan sohe batiyaan
Mat bolo bahaar ki batiyaan re
Mat bolo bahaar ki batiyaan
Mat bolo bahaar ki batiyaan re
Mat bolo bahaar ki batiyaan.


