Jo Socha Bhi Na Tha Lyrics

Jo Socha Bhi Na Tha Lyrics Lyrics

“Jo Socha Bhi Na Tha” Song Details:

Movie: Apne Apne
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Romantic
Director(s): Ramesh Behl
Music Label: © Universal Music
Starring: Jeetendra, Rekha, Hema Malini, Mandakini, Karan Shah, Kader Khan, Satish Shah, Sushma Seth

Mosam ka takaja hain
Kuch aur kareeb aaye
Mosam ka takaja hain
Kuch aur kareeb aaye
Tum hum me sama jao
Hum tum me sama jaye
Mosam ka takaja hain
Kuch aur kareeb aaye
Tum hum mein sama jao
Hum tum mein sama jaye
Is pyar ki baji ka ye dastur nirala hain
Jo socha bhi na tha wo hone wala hain
Jo socha bhi na tha wo hone wala hain

Oo ho dhadkan badti jaye
Aanchal rah rah sarke
Phoole na samaye hum
Baho mein tumhe bhar ke
Dhadkan badti jaye
Aanchal rah rah sarke
Phoole na samaye hum
Baho mein tumhe bhar ke
Is pyar ki baji ka ye dastur nirala hain
Jo socha bhi na tha wo hone wala hain
Jo socha bhi na tha wo hone wala hain

Tum har ke jeet gaye hum jeet ke har gaye
Ye khel mohabbat ke jeevan ko nikhar gaye
Tum har ke jeet gaye hum jeet ke har gaye
Ye khel mohabbat ke jeevan ko nikhar gaye
Is pyar ki baji ka ye dastur nirala hain
Jo socha bhi na tha wo hone wala hain
Jo socha bhi na tha wo hone wala hain
Jo socha bhi na tha wo hone wala hain
Jo socha bhi na tha wo hone wala hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top