Meri Nazaron Ne Bandha Lyrics

Meri Nazaron Ne Bandha Lyrics Lyrics

“Meri Nazaron Ne Bandha” Song Details:

Movie: Khoobsurat Dhokha (1959)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Mohinder Singh Sarna
Music Director(s): Mohinder Singh Sarna
Genre(s): Playful
Director(s): Ram Prakash
Music Label: © Saregama
Starring: Shakila, Ravindra Kapoor, Randhir Kapoor

Meri nazro ne bandha nishana
Dil bachana bachana bachana
Teer sine pe khake na jana
Bachana bachana bachana
Dil bachana bachana bachana

Saukh jalwe adaye hai baki
Aankh walo ne hi khair jhaki
Sauk jalwe adaye hai baki
Aankh walo ne hi khair jhaki
Jo na mane wo
Jo na mane wo hoga deewana
Dil bachana bachana bachana
Meri nazro ne bandha nishana
Dil bachana bachana bachana
Haye haye haye
Dil bachana bachana bachana
Hoye hoye

Milti hai aankho ko jab jubani
Hai isi umar ki dastane
Milti hai aankho ko jab jubani
Hai isi umar ki dastane
Yahi hota hai
Yahi hota hai najuk zamana
Dil bachana bachana bachana
Meri nazro ne bandha nishana
Dil bachana bachana bachana
Haye haye

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top