“Barakhaa Ki Raat Aai Manawa” Song Details:
| Movie: | Adhikar (1938) |
| Singer(s): | Pankaj Mullick |
| Composer(s): | Pankaj Mullick |
| Music Director(s): | Pankaj Mullick |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | P.C. Barua |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | P.C. Barua, Jamuna, Pahadi Sanyal, Pankaj Mullick, Rajyalakshmi, Menaka Devi, Jagdish Sethi, Vikram Kapoor |
Barakhaa ki raat aai manawa
Kar le man kaa baat
Garajat sakat kaa badaravaa
Duhkh ki padat phuhaar
Manavaa kar le man kaa baat
Kaari rainaa naagin achakaae
Jiyaaraa dekh daraae
Meghaa garaje jiyaaraa laraje
Kholo man kaa dwaar
Manavaa kar le man laa baat
Nainan se nainaa muskaaye
Chhaaye jagat ujiyaaraa
Man mein jhar jhar amrit barase
Jaisa saavan ki phuhaar
Manawa kar le man kaa baat
Aao barakhaa rut mein bole
Byaakul man ke bain
Chhod jagat ki ulti riti
Jootha hai sasaar
Manavaa kar le ma kaa baat.


